kisi ki muskurahaton pe ho nisar lyrics: “Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Nisar” is a popular Hindi song from the 1959 movie Anari. The legendary singer Mukesh sang the song. Shankar-Jaikishan wrote the music, and Shailendra wrote the lyrics. The song is a beautiful ode to the importance of smiling and spreading joy in the world, even in difficult times.

Table of Contents
The lyrics encourage listeners to be selfless and to always try to bring happiness to others, saying that by doing so, one can find fulfillment and purpose in life. Overall, “Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Nisar” is a timeless classic whose message of hope and positivity continues to inspire and uplift listeners.
kisi ki muskurahaton pe ho nisar lyrics
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke vaaste ho tere dil mein pyar
Jeena isi ka naam hai
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke vaaste ho tere dil mein pyar
Jeena isi ka naam hai
Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain
Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain
Mite jo pyar ke liye woh zindagi
Jale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hame to aitbaar
Jeena isi ka naam hai
Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hami se naam pyar ka
Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hami se naam pyar ka
Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayege
Kisi ke aansuon mein muskurayege
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena isi ka naam hai
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke vaaste ho tere dil mein pyar
Jeena isi ka naam hai
Disclaimer: The above information is for general informational purposes only. All information on the Site is provided in good faith, however, we make no representation or warranty of any kind, express or implied, regarding the accuracy, adequacy, validity, reliability, availability, or completeness of any information on the Site.