likhe jo khat tujhe lyrics: A classic Hindi song, “Likhe Jo Khat Tujhe” was first sung by Mohammed Rafi in 1965. The song is a beautiful expression of love, longing, and nostalgia. Shankar-Jaikishan composed the music, and Neeraj wrote the lyrics. Over the years, numerous artists have covered the song, and it has remained a top choice for music fans.

Table of Contents
The melody and the lyrics are both soulful, and the song has a timeless quality that resonates with listeners of all ages. “Likhe Jo Khat Tujhe” is a perfect representation of the golden era of Hindi music and remains an evergreen classic to this day.
likhe jo khat tujhe lyrics
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gae
jo raat aayee to sitaarein ban gae
likhen jo khat tuje
koyi nagma kahi gunja
kaha dil ne ye tu aayi
kahi chatki kalee koyi
main ye samajha tu sharmaai
koyi khushboo kahi bikhri
lagaa ye zulf laharaee
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gae
jo raat aayee to sitaarein ban gae
likhen jo khat tuje
phiza rangin ada rangin
ye ithalanaa ye sharmaana
ye angdaai ye tanhaai
ye tarasaa kar chale janaa
bana degaa nahin kisko
javaan jaadoo ye deewaanaa
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gae
jo raat aayee to sitaarein ban gae
likhen jo khat tuje
jahaan too hain vahaan main hoon
mere dil kee too dhadkan hain
musfir main too manzil hain
main pyaasaa hoon too saavan hain
meri duniyaa ye nazaren hain
meri jananath ye daaman hain
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gae
jo raat aayee to sitaarein ban gae
likhen jo khat tuje
Disclaimer: The above information is for general informational purposes only. All information on the Site is provided in good faith, however, we make no representation or warranty of any kind, express or implied, regarding the accuracy, adequacy, validity, reliability, availability, or completeness of any information on the Site.